Return & Refund Policy
Kirana Saman: Agar koi packet band saman kharab ya expired nikalta hai, toh aap use 24 ghante ke andar badal sakte hain.
Refund: Agar aapne online payment kiya hai aur saman stock mein nahi hai, toh aapka paisa 2-3 din mein wapas kar diya jayega.
